Posts

Showing posts from September, 2021

Kisi cheez ya naimat ke chale jane par ye dua padhne se wahi ya us se behhatar naimat milti hai

*Bismilahirrahmanirrahim* ✦ *Kisi cheez ya naimat ke chale jane par ye dua padhne se wahi ya us se behhatar naimat milti hai* ------------------------- ✦ Umm Salma (Hind bint Abu Umayya) Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Agar koi musalman jisko koi museebat pahuche aur wo ye kahe jiska Allah subhanahu ne usko hukm farmaya إِنَّا لِلَّهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ رَاجِعُونَ اللَّهُمَّ أْجُرْنِي فِي مُصِيبَتِي وَأَخْلِفْ لِي خَيْرًا مِنْهَا ‏ ✦ inna Lillahi Wa inna ilahi rajeuun , Allahumma Ajurni fi Musibati Wa Akhlifli Khairam Minha Tarjuma : Beshak hum Allah ke hain aur Usee ki taraf laut kar jane wale hain ,Eh Allah mujhe meri museebat par ajar de aur mujhe is se behtar naimat ata farma to Allah subhanahu usko (zaya naimat se) behtar naimat ata farma dega Umm salma Radi Allahu Anha farmati hain ki jab (unke shohar) Abu Salma Radi Allahu Anhu ki wafat ho gayee to maine (dil mein) socha ki kaunsa musalman Abu Salma Radi Allahu Anhu se be...

Laa Ilaha IllAllah keh do kamyab ho jaoge

Bismillahirrahmanirrahieem ✦: Laa Ilaha IllAllah keh do kamyab ho jaoge ------- ✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya eh logo Laa illaha IllAllah keh do kamyab ho jaoge Musnad Ahmed - 10514 ✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo bhi (ek baar) La ilaha illAllah kahega uske liye 20 nekiya likhi jayengi aur 20 gunah mita diye jayenge Masnad Ahmed, 7813-Sahih ------- رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اے لوگو! لَا اِلٰہَ اِلَّا اللّٰہُ کہہ دو، کامیاب ہو جاؤ گے مسند احمد ١٠٥١٤ صحیح رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو بھی (ایک بار) لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ کہےگا اس کے لئے ٢٠ نیکیاں لکھی جائے گی اور ٢٠ گناہ مٹا دیے جاینگے مسند احمد ٧٨١٣ صحیح ------- ✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया एह लोगों ला इलाहा इलअल्लाह कह दो कामयाब हो जाओगे मसनद अहमद 10514- सही ✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया जो भी (एक बार) ला इलाहा इलअल्लाह कहेगा उसके लिए 20 नेकिया लिखी जाएगी और 20 गुनाह मिटा दिए जाएँगे मसनद अहमद 7813 - सही ...

Ye dua Mareez ke paas padhne se Allah usko shifa ata farma dega-only-quran-hadith

Bismilahirrahmanirrahim ✦ Ye dua Mareez ke paas padhne se Allah usko shifa ata farma dega --------------------- ✦ Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya jab koi shakhs kisi aise mareez ki ayadat kare jiski maut ka waqt qareeb nahi aaya ho to uske paas jakar 7 martaba ye dua padhe to Allah usko us marz se shifa ata farma dega أَسْأَلُ اللَّهَ الْعَظِيمَ رَبَّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ أَنْ يَشْفِيَكَ As'alullah Al-'Azeem Rabbal 'Arshil 'Azeem an Yashfik (Main Azmat wale Allah , jo Arsh azeem ka malik hai se dua kart ahu ki wo aapko shifa ata farmaye) Sunan Abu Dawud, Jild 2,1329-Sahih ---------------- ✦ इब्न अब्बास रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जब कोई शख्स किसी ऐसे मरीज़ की अयादत करे जिसकी मौत का वक़्त क़रीब नही आया हो तो उसके पास जाकर 7 मर्तबा ये दुआ पढ़े तो अल्लाह उसको उस मर्ज़ से शिफा अता फरमा देगा أَسْأَلُ اللَّهَ الْعَظِيمَ رَبَّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ أَنْ يَشْفِي...